Friday, October 08, 2010

Chah Nahin

Chah Nahin Mai Sur-Bala Ke Gehnon Mein Guntha Jaaon...

Chah Nahin Premi Mala Mein Bindh, Pyari Ko Lalkaoon...

Chah Nahin Samraton Ke Shav Par, Hey Hari Dala Jaaon...

Chah Nahin Devon Ke Sar Par Chadoon, aur Bhagya Par Itraoon...

Mujhey Tod Lena Banmali, Us Path Par Tum Dena Phenk...

Matra Bhoomi Par Sheesh Chadhaney, Jis Path pa rJaayen Veer Anek!

- Harivanshrai Bachhan

An attempt at an english translation:

Not on a damsel's beauty to adorn
Not in a lover's garland to beckon
Not on the king's body to mourn
Not on images of Gods, to be blessed upon
But O' gardener, let me fall around
Where the martyrs of my motherland walked the ground!

No comments: